Time Pass ... Jan 2@14

Re: Time Pass … Jan 2@14

kia first ad box bhi nahin tha?

Re: Time Pass … Jan 2@14

:wsalam: kaam pe nahin gai?

Re: Time Pass … Jan 2@14

:wsalam:

Re: Time Pass … Jan 2@14

sath main Coke…

https://pbs.twimg.com/media/BeviA4fIIAE9PzK.jpg

John Lennon sniffing Coke

Re: Time Pass … Jan 2@14

chaar din ki chandni.. phir barish hi barish :hehe:

Re: Time Pass … Jan 2@14

Jealous log, aaj shaam koh mein “waar” dekhnay ja raha hoon. aap nay dekhee hai.

Re: Time Pass ... Jan 2@14

maine nahin dekhi. lekin jin logon ne dekhi hai unhon ne tareef ki.. kitne ka ticket hai?

Re: Time Pass ... Jan 2@14

£9 lekin senior citizen meri tarah £6

Re: Time Pass … Jan 2@14

Munasib hai… itne paise zaya kia ja sakte hain iss movie pe :hehe:

Re: Time Pass … Jan 2@14

:wsalam:

:salam:

Re: Time Pass ... Jan 2@14

yes, taareef tou hui hai movie ki, dekhni paRe gi.....

Re: Time Pass ... Jan 2@14

net pe?

Re: Time Pass … Jan 2@14

:wsalam: kaise mizaaj hain aap ke? show-biz section nahin gae aaj?

Re: Time Pass … Jan 2@14

UK mein bauhat rush ley rahee hai

Re: Time Pass ... Jan 2@14

mere net server pe aa jaye gi kuch time mein....

Re: Time Pass … Jan 2@14

uss k paas sab kuch tha dawai na thi : P
:crying:

Re: Time Pass … Jan 2@14

tab tak iss se dil bhehlaen

Ziddi Gujar(1994 Lollywood Punjabi Movie) Part 1 Of 3 - Video Dailymotion
:hehe:

Re: Time Pass … Jan 2@14

Nahe aye ge atrium me ja kr dekh lain :hoonh:

Re: Time Pass … Jan 2@14

ghareeb log :crying:

Re: Time Pass ... Jan 2@14

kia goray bhi dekhne chale gae?