Time Pass ... Jan 2@14

Re: Time Pass … Jan 2@14

acha maze ka scene huwa ke meri shalwar thoRi lambi thi.. kurte ke sath li thi market se… maine ooper bandhi hui thi, lekin takhno tak aa rahi thi.. uss tableeghi bhi ne namaz ki takbeer hone ke baad jab molvi saab ne kaha ‘safen seedhi kar len’, tab mere painchay ooper karna shroo kar diye.. :bummer: mujhe boht ghussa aya ke kaise log hain :aj: