Re: Time Pass … Jan 2@14
lol…vo log jab Khazaana Khaali bhi ho to bhii yehii kahte haiN k Khazaana FULL hai! ![]()
shaayad 90’s meN hawai jahaaz bhar bhar ke sona England bhejaa gayaa thaa jab foreign exchange reserves ikdam Khatm hone waale the. ab to Khazaana waqa’ii bharaa huaa hai…
India: public intihaaii Ghareeb, sarkaar nisbatan Khaasii ameer
Pakistan: public nisbatan ameer, sarkaar intihaaii Ghareeb