Re: Time Pass … Jan 2@14
abhi last month… mujhse do sawaal huwe…
Ek Sindhi officer ne apne assisatnt se khoob Sindhi main baten ki.. main Calendar dekhta raha
phir usne apne assistant ko kaha ye Memon log kisi ke kaam nahin aate, per hum inn ka kaam kiye dete hain.. tab main kaha ‘main wo wala Memon nahin’ ![]()
Phir ek aur jagah mera card padh kar kisi ne kaha ’ aap Konse wale Memon hain? kro kro wale?’ . maine kaha nahin ‘thiyo wiyo miyo wale’ ![]()