Re: Time Pass … Jan 2@14
Koi problem hai:emmy:
oh I see:hehe:
Haan
pata to ho k
us movie ka zikr yahan kis maqsad k taht hua
Boni larki se kaun nahi darre ga
kiya pata kab jinn ban jaaye:eek:
woh kaise:hmmm:
thori peene se kahan itna farq pare ga
ziyada piyo to jaanein
aur haan
naak neeche kar k piyo
Kahin gale mein na atak jaaye