Re: Time Pass … Jan 2@14
boht kuch
Jiia kehti hai
najane kab kis garri koi baat suni jaaye:eek:
phir:sadaf:
Muqawwee = jaane ka kiya faaida hosakta hai chawal na pake hon
enter10 = jaane mein kiya harj hai jigar tha apna
jiia = marr gaya mardood na fateha na darood
aur isi tarah ki kuch naik aara sun’ne mein aayein gi:hayaa: