Re: -------------> Time Pass forever with Anwaar Qureshi :~)
em fine thnx.. aap kese hain.. :)
ohh.. acha yeh matlab hota hai.. :$
usay qailuula bhi kehtay hain na?
qailula tau normally small nap ko kehtaY haiN jo full neend naheeN hoti.... amoooman dopehar waghera maiN khaanaY kaY baa'd liyaa jaataa hai.