Time Pass... Feb 2014

Re: Time Pass… Feb 2014

enter ka fb account ho aur Mujhe pata na ho

impossible:sannan:

ki peeta??:5:

Re: Time Pass… Feb 2014

Unko maloom hai Hum kitne **shareef **hain:hehe:

tension na lo

Re: Time Pass… Feb 2014

Jysa bhi hamara hy…Kisi ko Ungli Uthanay ki ijazat nhi:ASA: Hum bhalay Danda Utha lyn…:stuck_out_tongue:

Mera kehnay ka matlab tha…Itnay ganday nhi…Bohat hi Ganday hotay hyn…:cb:

Mera account nhi…bataya tha Aapko…?:hmmm:

Yahoo chat…?

Kuch to sach hoga gi…jabhi to lig kehty hyn…:hmmm:

Re: Time Pass… Feb 2014

Koi Gal nhi…Next Time…:asa:

Kitni ThoRi…?
Main samjha cheni free bat rahi hy…:cb:

Me here again…:slight_smile:

Re: Time Pass… Feb 2014

:k:

Re: Time Pass… Feb 2014

kaisa sach

yeh to ik ghareeb ki bhaawanaon ki hatya hai:hbk:

Re: Time Pass… Feb 2014

ji ji Mujhay maaloom hy…Jalaybi ki terhan seedhay:p

Re: Time Pass… Feb 2014

next time “besharam,be haya” kahien ge:hehe:

2 3 chamch
magar doodh kilo tha
bole to dudhpatti

ohi to:bummer:

Good

Maine jana tha
lihaaza likh diya

itni late khaana:eek:

Re: Time Pass… Feb 2014

Aap ne kiyon nahi banaya:faizy:

Thakur ne bhi bari mushkilon se banaya tha

Re: Time Pass… Feb 2014

Aami ye hamayn Bemaar kry ga…DarTo kahen k(safeGuard)
aji ka`hay ka ghareeb miyan…Logon ki what laga raha hy chand takon k liya…:frowning:

Re: Time Pass… Feb 2014

Mera account bana howa hy…Magar Active nhi (use krna chhoR diya)

Piyaray Nabi ki Shaan mein Ghustakhi walay Muaamlay k baad…sy choR diya

Re: Time Pass… Feb 2014

:hat:

waise is se barh k koi aur misaal ho to laain:wink:

Re: Time Pass… Feb 2014

:hehe:

aise to har jaga ho raha

Maine ik jaga musami ka ras piya
wahan dekha to ek bari baalti doodh waali bghair dhake huye parri thi

Maine use kaha k is k oper dhakan rakho
main road hai,yahan ziyada matti parti hai

to kehta…acha rakh leta hoon
maine kaha pehle rakh lo
fir kaam karte rehna

khair Main paise adaa kar k chala aaya:hehe:

Re: Time Pass… Feb 2014

:hmmm:…?
Aap hi bata dyn jo ziyada Qareebter ho…:stuck_out_tongue:

Wow…

Re: Time Pass... Feb 2014

Good

waise chhorna koi hal to nahi

banda Islami baatein phehla bhi to sakta hai us se

yun to duniya bhar mein kai gustaakh hain
bad-kismati se woh log Musalmaano mein se bhi hain

to kiya hum log khudkushi kar lein??

Re: Time Pass… Feb 2014

Aap hi soch lein kuch:biggthumb:

is mein wow karne ka logic samjh nahi aaya:hehe:

Re: Time Pass... Feb 2014

FB per jinhon ny bhi ghalat kiya.............wo baat alag hy
Magar FB ki Intizamiya nay Shikayaton ka bawajood bhi Koi Action nhi liya un k khilaaf

KhudKushi Q kryn................Us k baghair bhi kaam chal hi raha hy........

Re: Time Pass... Feb 2014

kiya majra hai?

Re: Time Pass… Feb 2014

thek hy thoRa waqt dyn sochnay ka…:stuck_out_tongue:

@Logic

Kitni safa`e pasand Qoam hy…K
Tawajho dilanay k bawajood bhi…Dhaka nhi Doodh

(safa`e nisf eemaan hy)

Re: Time Pass... Feb 2014

Majra Kuch nhi.............

Baajra Kam paR gaya hy Bas..............:p