
Dedicated to you Mehdi Hassan’s…
Hamein Koi Gham Nahin Tha, Gham-E-Aashiqi Se Pahale-2
***Na Thi Dushmani Kisi Se, Teri Dosti Se Pahale ***
Hamein Koi Gham Nahin Tha, Gham-E-Aashiqi Se Pahale
Hai Ye Meri Bad_naseebi, Tera Kya Qasur Is Mein-2
***Tere Gham Ne Maar Daala, Mujhe Zindagi Se Pahale ***
***Mera Pyaar Jal Raha Hai-2 ***
***Are Chaand Aaj Chhup Ja-2 ***
***Kabhi Pyaar Tha Hamein Bhi, Teri Chaandni Se Pahale ***
***Main Kabhi Na Muskuraata, Jo Mujhe Ye Ilm Hota-2 ***
***Ke Hazaaron Gham Milenge, Mujhe Ik Khushi Se Pahale ***
***Na Thi Dushmani Kisi Se, Teri Dosti Se Pahale ***
Hamen Koi Gham Nahin Tha, Gham-E-Aashiqi Se Pahale.