Re: Time Pass… Feb 2014
Mere nahkrun ka pata hai app ko masi ko room mae anne se mana ke diya mae ney ![]()
jab tak mae suti rahun gi wo room mae nahi aye gi us din se nahi ayi ![]()
or jan ko guzrey huye tu bohut sarey hu gaye hain ![]()
han ![]()
Allah khair karey mera ser kun ![]()
App gayein ya bakrey ka magaz mangwa lein mera kyun ![]()