Re: Time Pass… Feb 2014
kaise:hmmm:
lekin Us tarah se bharne ka apna maza hai
bhaag k dhakke khaate huye khane se plate full karna
phir table pe baith k khaana aur nazar khaane wale table pe jamaye rakhna k tabbaaq khaali na ho jaain:hehe:
dhaka nahi yeh
yeh to gaana gaane ka mauqa hai
“Veer Mera ghori charhya”![]()