Re: Time Pass-August 2013
Or dher sari dua mae kis ko shamil kerna hai ![]()
Walaikum assalam su ke uthi hain
mujhe mili hai dehk tu liya huga ![]()
Mera pochiye mat mae subha 6 ya 7 bajye soti hun timings biger gaye hain abb tu do do newphews aye huye hain eid pe tu bus unhi mae lagi rehti hun…theek hu jayein gey kisi na kisi din ![]()
Kkf bhai mil jaye gi ye tu naseebun ka khel hai…in sha allah ker lun ke wo chajjey se uter ayein ![]()