Time Pass-August 2013

Re: Time Pass-August 2013

shukriyaaa :hat:

jis waqt airport se bahir nikal rahey they meri halalg :hayaa: marney wali hu gayi thi itna daar jis ki koi inteha nahi :frowning:

phir baad mae kisi ney bataya ke MQM ki vans hain for our saftey :smack: yehi baqi reh gaya tha sunna :vivo: