Time Pass-August 2013

Re: Time Pass-August 2013

:omg: lol @ TTP :cb:

wese to mizaaj me zarafat bhari hui hai.. magar kudurat bhi ghar kiyeey huye hai… bas kya bayaan karein guzishta youm ankhon me koft hoti rahi hai meri la-parwahi ke sabab… usi ka gham ker raha hoon… ainda muakhza kerne se pehle hum khob ehteyaat barteinge…

sach me ?? humne bhi sun rakha hai ke attock me bijli mashriqi bahu ki tarha ghar se nahi nikalti… goya aap kis shehar se taaluq rakhte hein ??