Re: Time Pass-August 2013
![]()
Main Sochta Hun Ke Bas Raat Ho Musalsal Raat
Amaan Mein Leley Mujhe Naram Dil Andherun Ki
Meri Thaki Hui Aankhun Par Ungliyan Rakdey
Main Sirf Khuwab Hi Dekhta Rahun Shegufta Khuwab
Na Neend Tutey,Na Yaadun Ki Chilmane Sarkey
Na Koi Zakhm Ujaley Mere Dil Pe Lagey
Hakhikhatun Sey Main Darta Hun Isliye Aksar
Main Sochta Hun Ke Bas Raat Ho Musalsal Raat.!!