Time Pass-August 2013

Re: Time Pass-August 2013

hum ache waqton main gae the.. lift chali thi… Nahin to Minar e Pakistan aur Masoom Shah’s Minar in Sukkur main itna khas farq nahin. Minar e Pakistan se Ravi bhi nazar nahin aata. Massom Shah ke mina se Darya e Sindh to Darya e Sindh, RohRi ka shehr tak nazar aata hai