Time Out

Re: Time Out

lol…tum donoN mujhe juRwaaN bahen lagtii ho :cb: tumhaarii baat Rangoli kii samajh ke paRthaa huN aur unkii baat tumko samajh kar likhtaa huN…kia maiN aadhii umr men hii 60-yaa gayaa? :crying:

vaise, 12 baje raat ko kia chuRailoN ko dekh kar vaapas aayii thiiN? :cb: