Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

haN…maiN Canada 12 saal pahle aayaa thaa tab itni garmi nahiiN paRtii thii…vaise bhii maiN 5 saal Newfoundland meN rahaa aur vahaN to kjisii ke ghar meN pankhaa tak nahiiN hotaa! :smiley:

lagtaa hai ham sab ke liye chai banaane gaye haiN aur aapke liye kulfii-faalooda! :smiley: