Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

hahaha…maiN ne to andaroon e mulk aur beroon-e-mulk donoN Dabbe khole aur band bhii kar diye…chiTThii kaa jawaab irsaal kar chukaa! :smiley:

yup…we ALL should be! :slight_smile:

shukr k meraa naam nahiiN liyaa! :cb: maiN ne to daaNtoN tale lohe ke chane dabaaye huye the k just in case you name me! :smiley: