Re: Time Out — July 2012
oh achchhaa!
PIA jab aapke abbu the to bahot bahtar thii…ab na jaane kiskii nazar lag gaii hai…ek baar maiN ne bhii safar kiyaa thaa PIA se…Toronto-Delhi-Toronto via Karachi. i LOVED their tea!
Canadian Healthcare System needs over-hauling for sure! phir bhii, it’s available jaisa bhi hai! ![]()