Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

yeh point to Khoob nikaalaa hai k zardaari ko ‘shahaadat’ na dii jaaye par jo marne pe tulaa huaa ho use kaise bachaayaa jaa saktaa hai…may be he should be referred to ‘suicide prevention synonymous’! :smiley:

merii class meN aa gayaa to be-maut maaraa jaayegaa aur yeh to shahaadat kaa bhii baap hogaa! :smiley: