Re: Time Out — July 2012
kiuN bechaare Raja Rental ke peT pe laat maar rahe haiN? bechaaraa abhii abhii to aayaa hai jaane ke liye! … lagtaa hai k Faraz saahab ne Raja Rental ke liye hii likhaa thaa:
aise hii kisii roz na jaane ke liye aa!!! ![]()
AMU ke alumni meN to Field Marshal Ayyub KhaN bhii haiN aur bahooot se log!
haN, Urdu to Lucknow aur AligaRh donoN jagha boli jaatii hai…Lucknow meN to rickshewaalaa bhhii jii janaab se baat kartaa hai lol ![]()