Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

aaaaaaaaawwwwwwww…merii maaneN apnaa qad aur ooNchaa kareN taa k baat sar ke oopar se na nikle! :cb:

Allah an akare k maiN shaakaahaarii ban ke jeev-panthii kii shaan meN gustaaKhii karuuN…vaise:

kaise jeete hoNge bechaare shaakaahaarii log? maas machchhii ke baGhair kia zindagii! :cb: