Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

hahaha…haN saHeeH kahaa…haathii kaa mahoot banuuNgaa…ab haathii se baRaa jaanwar kia ho saktaa hai? :cb:

siyaasat daanoN kii chaal Dhaal dekh kar to meraa kuttaa bhii isse kosoN door bhaage! :smiley:
**
intizaar = prateekshaa** [Hindi]
**
btw, Janta naam kii ek train chaltii hai India men jo sadev vilamb se aagaman hotaa hai!** :slight_smile: