Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

u mean bachchii? vaise yeh baRii sayaanii baateN kartii haiN maashaa Allah, bil_Khusoos, Pakistanii siyaasat ke silsile se! aapko bhii pachhaaR detii haiN kabhii kabhii…zaraa bach ke rahnaa re, zaraa bach ke rahna re!!! :cb: