Time Out — July 2012

Re: Time Out — July 2012

yeh kia shart lagaa dii? you mean meraa apnaa “chorii kaa”? :smiley: aap apnaa sunaa deN :slight_smile: maiN hama tan gosh huN! :slight_smile:

lol…modship aisii thankless job hai k bas na poochho…bechaare mods! :frowning: vo to bechaare Khud parishaan rahte haiN un se kia duhaaii maangnii…un par ek misr’a fiT baiThtaa hai:

**jo aap hii mar rahaa ho, usko gar maaraa to kia maaraa!!! **:cb: