jee abhi mere subha hoee hai 9:15 ho rahay hain din to shuru hoa hai… app sunayain
oh Allah ka bundi.. mian nay mods say hazaar baar bola nahin wo nahin detay app bolain … shayad app jaisi nice or achi bachi kee baat wo sub lain QUOTE]
Acha abhi subha huwi haiN…yani jis waqt hum subha kaam par aheiN te us waqt aap araam se soh rehe te..
Humhara to din ab tak acha hi gaya…kal hum sikayaat kar rehe te na ke kaam nahin haiN..laghta hain kal ka sarha kaam aur ajka aik sath hi mil gaya..subha se waqt hi nahin mila:( Ab to 2hours baad chuti bhi ho jaheiN gi:hula:
hehe …haan haan kar le mazaak mera…main try bhi kar logi..aur dekhiye ga woh maan bhi jaheiN gai…akhir main hohi itni nice:blush:
Hum to soch rehe hain next week aik hafteiN ki chuti le lay..lekin jab bhi boss ke pass jahti ho to himmat hi nahin hoti…woh itneeeeeeeeee bardeiN hain ke kafhi ghusse main aik lagai to hum to uddar hi:(
jee sachi muchi.. lakin yeh koi achi baat nain.. mera buchpan he kharab ho gaya…
haan dats a good idea… :k:
go n ask him straight up.. dont be scared of him
agar wo kuch boloain to apnay BUNDAY bhej de gaa app Nayabo app ka gang ho gaa naa
hehe…haan ye to haiN…chalheiN hum us waqt apke liye dua karheiN gai ke apka job ka waqt jaldi jaldi guzaar jaheiN…magar jaldi guzreh ga to pher humheiN subha uthna pardheiN ga hehe
Nahin jee aj to humne itna kaam kar liya ke tak gai haiN…abhi boss phone par busy haiN …baad main unke sath bhi humhari choti si meeting haiN..
hehe…chalheiN bachpan kharab ho gaya to kia…agheiN ke liye to theek kar liya na..akhir apki preety and sweet si biwi aheiN gi…unke liye to job karni hi hogi na:)
hehe…very funny…main apko kohi gang walhi laghti ho…
Tobha aik to hum apke liye dua kar rehe hain …aur apko humhari dua ki zaroorat hi nahin…theek hain nahin karti:(
Suraj se pehle uth jahti ho..:nahnah:
Subha 6bajheiN ..aur aap?
Zahir hain insaaN ho tak to jaho gi na…Ab larka to ho nahin ..jo dil bhar bahir bhi rehe to takteiN nahin..wese iski waja ye ho sakti haiN ke aap loog khateiN bohot hain..:nahnah:
Nahin na aap pehle humheiN ye bataiN ke aghar humne kar diya to…pher kia kehe gai aap?
Haan time to bohot hain lekin us din ke liye abhi se mehnaat karni hogi na:)
Hmm wese humheiN nahin pata ta ke aap humheiN itni jaldi pehchaan jaheiN gai…gang main to main ho aur woh khatarnaak bhi haiN…lekin is gang main apki WOH bhi haiN!
wow.. itni jaldi kyon yar main to 9 bajay uthta hon
haan insaan to thak jatay hain.. maoin bhi thak jata hon naa.. lakin main bahar nahin phirta, ghar par rehta hon.. main ghar par baitay baitay thak jata hon.
main kuch anin khaon.. shukreya kar doon gaa app ka..
oh acha.. lakin phir bhi itni jaldi uthnay ka paida :halo: main to lucky nahin ho yar
nahin mujhay bahar jana acha nahin lagta.. mujhay akaila rehna acha lagta hai.. mujhya khamoshi or tanhae ka shoq hai.. lakin kabhi kabhi doston kay saath baita jata hon. lakin once in a while
yeh ab ITNAAAAAAAAAAA bhi barah kam nahin.. app to aisay bol rahi ho kay app koi moon par jaa rahi hain.. mere liye … HELLO NAYABOO.. app ko kya chahyay .. khul kar kahain naa