Thodi see peeta hoon....

Re: Thodi see peeta hoon....

Mehkhana meh ka khana nahi
tute hue dilo ka khana hota hai,
jo gum bhulane ka thikana hota hai,
pee jate hai log sharab k jam par jam lekin,
ye to sirf kisi ko bhul jane ka bahana hota hai.......