Re: This thread is dedicated to AQ :TamGHaa:
Koi ham ko roko
Koi to samjhalo
Kaheen Ham girr na parain… thori si jo … ![]()
nai nai pi nahi, balkay yahan chalna kafi dushwaar hay, kafi phislan hay, shayad makhan ka truck ulat gaya hay yahan iss thread main :s
hehe nai nai AQ deserved that, in fact much more of that
![]()