This is a support thread...

Re: This is a support thread…

Janaab Chaacha G,

Mo-adbaana guzarish hai
na dhoop hai na barish hai
kal say zookaam hai
galaa bohat hi kharaab hai
paisa kamaana hai
aapki nokri hi kaafi hai

day do naaaaaaw

warna warna … hum kahein aur nokri talaash kar lein gay

:desimunda: