apni *ROOTS *ko bhool gayee .. Nikammay Insaan… Bhool Gayee Kay Yeh wohi Jagah hai jahan par *Bachiyaan *Pansaya Kartay thay *Jawani *Main… Bhool Gayee Wo Ratain Jab Sub So jatay thay or tum Khuwar Hoa kartay thay..Bhool Gayee Wo *Khuwaab *Jo Ataay Thayy to Uth Kar Milk Ka *Glass *Pina Parhta thaa uth kar… Yaad Hai Wo Bitay HOee Din Shikra Bhai 