The Random Thread

Re: The Random Thread

:hayaa:

kya ker rahey hain khayaal rakha karein bhayi ager kuch hu jata tuu…dua pher ke jaya karein factory mae…ayatul kursi pher ke nikla karein gahr se 70 hazzr farishtey app ki hifazat kerney mae lag jatey hain..