The Random Thread

Re: The Random Thread

busses lene laga tha Papa nahi maanein :teary2:

kehte hein wo badmash logo ka kaam hai bohot laraiyan wagera hoti hein… per agar aik hi baar 10 busses and 3 4 offices hoon tab kahin acha business ho sakta hai :-/