The Random Thread

Re: The Random Thread

leaving in three weeks time and then back on Eid again for a week :slight_smile:

khusbu to hay phir idhar ki. mein nay kuch din pehlay GS par b ksi say yeah kaha tha k jo matti ki khusbu pakistan ki barisho mein hay woh kahi aor nahi ati (aor shaid waja yeah hay k kahi aor matti hoti hi nahi, ya to ghaas ya pakki jaga hoti hay)