Re: WhAt R U dOiNg RiTe NoW
**
hahaha…mujh se bhiR gayaa na jaane kiuN?
maiN seedhaa saadhaa bechaaraa jalebii jaisaa…![]()
ab subHo 8 baje kaun bachche aayenGe saaf karne…kal school day hai
…abhii mausamiyaat ke Devil ne bataayaa hai k 30-40 cm snow paRegii
aur ThanDi hawaayen snow ko uRaayeNgii…zero visibility hogii…shaayad merii university kal band ho. subHo pataa chalegaa IA…
du’aa karen k kal merii chhuTTi ho jaaye :)**