The Random Thread

in fact other internet providers ne PTCL ki fiber optic par case kar rakha hay

why 5 years :hmmm:

cholo mai ALLAH se dua karoon ga k ALLAH hamein aik colorfull guppy se 5 saal k liay dour nakare :@:

b/w mera fault kyo ho ga :emmy: kaya mai ne kaha hay k ghar mai sireyaan na rakhoo ya phir mai ne bulb ko kaha hay k wo kharab ho jaiay :emmy: