The King maker - Malik Riaz

Re: The King maker - Malik Riaz

Zardari Malik Riaz ko diya hua Bilawal house wapis kyun nahi kar deta aur abhi kal Maulana Zardari ne qibla Malik sahib ki banwayi hui masjid ka Bahria town main iftitah kiya, waisay Imran Khan sahi kehta hai k Allah jisay chahay izzat deta hai aur jisay chahay zillat aur Zardari ne prove kar diya k Malik kis ka chamcha hai.