The HOT Seat

**
kaisi warning? u eman k:

maar diyaa jaaye, yaa chhoR diyaa jaaye
bol tere saath kia sulook kiyaa jaaue" :cb:**

**
i wud say venture out with caution…coz:

don’t take a risk that u can NOT afford to loose! :)**

aasaan banaa kar pesh karen phir m,ere liye taa k meri bhi buddhii shareef meN aa jaaye :wink: hehe

**ta’ajjub hogaa tumko magar maiN urdu jab tak gaaoN men thaa gramatically bahot Ghalat bolaa kartaa thaa kiuN k maiN sirf apni poorbi zabaan [bhojpuri] hii bolaa kartaa thaa…15 saal ke ba’d jab maiN muslim university meN gayaa tab meri urdu sudharnii shuru hui. vahiiN sab kuchh seekhaa phir apni meHnat aur lagan aur moHabbat se aaj tak seekh rahaa huN. i love urdu zabaan :slight_smile:

urdu hamaarii zabaan hai, pyaare!**

**
mere sabhii dost haiN…bas chand ek haiN jo mujhe pasand nahiiN kiuN k unkii zabaaneN baRii saKht haiN aur un meN sharm o Hayaa naam kii cheez nahiiN…kuchh un meN se mard Hazraat haiN aur kuchh mastooraat. naam maiN kabhii nahiiN luuNgaa kiuN k unkii dil-aazaarii kaa sabab maiN nahiiN bannaa chaahtaa…sorry, i just gave a fair answer.**

**
paise nikaalo phir show dekhnaa…kaise andar aa gaiiN bilaa ticket…:hehe:**

what sounds HIlarious? my whinning? :hehe: