The Hi/Bye Thread

Re: The Hi/Bye Thread

MAe hun yahan app ke liye :hugz:

hum banaye tum banaye ek dojey ke liye :hugz:

Abhi app ne hi kaha ninni time or sab se phely app gayab hu ye they mujhe akela chor diya tha :teary2:

abb jis ko bhi jana hai mujh se poch ker jaye :jj: