The Hi/Bye Thread

Re: The Hi/Bye Thread

aray aray aisi baat nahi yakeen kijiyeey aapko 2-3 din pehle yaad kiya… apke comment dekha tha to aap yaad aagaye :@: :flowers: bas thora busy hoon ghar me function hai is liye…

aap sunaein ji kya ho raha hai aj kal ??

shaadi hai sis ki :slight_smile:

ji factory to zabardast ja rahi hai per kaam roka hua hai chuttiyan kee hein is month… wese to aaj bhi sar khaa liya order walon ne :hehe:

:smiley: zara dehaan se… halaat thik nahi hein :d