The Hi/Bye Thread

Re: The Hi/Bye Thread

:alhamd:

Malik ka BaRa ehsaan hy…
Bhai ki talash mein dasht o bayaBaan ki khaak chaanty phir rahay thy k Aap ki Awaaz sun kr yaha chalay aaay…:slight_smile:
Kia pata tha bhai ko koi fikar hi nahi…cafe mein cofee enjoy ho rahai hy…:frowning: