Re: The Hi/Bye Thread
Dua kerna achi baat hai but Salaam kerna bhi zaruri hai ![]()
chalein aap 2 kilo me se 1 chum chum nikaal lijiyeey ga ![]()
ji ji aapko nahi pata hamare Shahi Mehal ka… 16 number bus jati hai ![]()
me aj kal shampoo nahi kapre dhone wali local GAACHI use ker raha hoon ![]()
ahan.. ye bhi achi baat hai… Wish you good luck shehzadeyo ![]()