Re: The Hi/Bye Thread
chalein that’s good but doston yaron ko bhi yaad ker lena chahiyeey Janab, itna lamba wichoRa ![]()
ji mana leinge agar aap 2 kilo meethai ka dibba send ker dein to ![]()
sab thik thaak ALHAMDULILLAH..
ji baal abhi tak bachay huye hein aur tagre bhi hein ![]()
good.. ALAHAMDULILLAH
aur sunaein kya masroofiyaat hein ??