Re: The Hi/Bye Thread
hanji unse baat hogai hai wo duniya me wapis aa rahe hein ![]()
Pakistan ko kuch kaha naa to
nahi pasand mera mulk to fayeda kyun le rahi hein yahan se ![]()
chalein bhagein wapis apne mulk me ![]()
lol j/k ![]()
hmmm to UPS ya Generator ka intzam ker lein naa siso ![]()