The Hi/Bye Thread

Re: The Hi/Bye Thread

walaikum asalam …Mera hukum :cb:
our nahi tu kya pani ki wajha se hua hai :grumpy: mae jabhi bhi ati hun pak ek ghont bhi kisi ke na ghar ka na filter piti hun apni pani ki shafaf botle her jaga apney sath le ker jati hun :stuck_out_tongue:

abbb tabyat kesi hai app ki??

app ORS ka pani piyein..kuch nahi chamakney ka din hai tu chammkein gey :chilly:

o mae late hu gyi aye gaye :vivo: