Re: The Hi/Bye Thread
ji list to dekhi hai per Mehman nawazi ka maza aana chahiyeey… pata kese unko chalega ke hum Pakistani hein ![]()
wese bhi mehmaan rehmat hote hein so khatir-twaze me koi kasar baki ni rehni chahiyeey… ye sab baatein yaad ker lein achi tarha… ab me aa araha hoon ![]()