The Hi/Bye Thread

Re: The Hi/Bye Thread

i know main ne promise kiya hai or pora bhi karun gi…isliye mujhe app ka promise yaad hai..main ne kisi ko online ane ke liye kaha tha worry sha ko wo late naight online ati hai…but abb main jarahi hun sone ussey msg ker diya nahi aun gi…ok now i am going.app ke answers ki muntazir..samjhe gaye hungey:p

tu miltey hain kal nai umeedun nayi din or nayi khushyun ke sath good night sweet dreams