The Hi/Bye Thread

Re: The Hi/Bye Thread

:hehe: aray nahiiiiiii Bhaiya…

matlab choti choti cheez lene jana parti thi wo bhi door door… city se kafi bahir hai ye aDDa.. machinery lounge hai kafi bara… repairing waghera bhi yahin hoti hai