Re: The Hi/Bye Thread
nahi itni bhi baat nahi per jab baat sarakon me ghumne ki aati hai garmi me to lag pata jata hai…
hmmm, haaR ke 15 din mushkil hi hote hein… 22 june se 1 july tak sakhti hi hoti hai.. inshaALLAH haar ki 17-18 ko mausam me narmi aajayegi.. yahan bhi kaniyaan pari thein kal jab me aaya per koi khaas farak nahi para…