Re: The Hi/Bye Thread
Shuker Alhamdulillah… good to know that Bhaiya…
news hanji… jis jagha raha hoon wahan sirf 7-8 news channel hi to thay
mat maar di news ne… ukta gaya tha sun sun ke ![]()
garmi ka sunaein… me kal hi lauta hoon ghar ko… garmi ne maza chakha diya.. wahan kya halaat hein ?? suna hai samundar kafi uchal kood ker raha hai ![]()